•••• Maa ••••
Page 1 of 1
•••• Maa ••••
Maa
jab maa ki ko khuda nay banaya to farishton ko hukam diya k
Chaand ki thandak or shabnam kay ansoo,
bulbul kay nagmay or ghulaab kay rang,
phoolon ki mahak or koyal ki kook,
samandar ki gehrae or chakori ki tarap,
dayaaon ki rwani or mojon k josh
kahkishaan ki rangini or aftaab ki tamazat
In sab ko jama kya jay taa k maa ki takhleek ki jaay.
Jab maa ko khuda nay banaya to farishton nay pohcha k maalik do jahan ! tu nay apni taraf se kya shamil kya hia tu Allah Tala nay farmaya "Muhabbat"

knight_panther- Moderator
- Number of posts : 588
Age : 34
Location : Lost iN DarK Side
Registration date : 2008-05-07
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|