Ye baat .......
Page 1 of 1
Ye baat .......
Ye baat samajh main ayee nahin
Aur ammi ne samjhai nahin
Main kaisay meethi baat karoon ??
Jab meethi cheez khaee nahin
Ye chanda kaisa mamoo hai ??
Jab ammi ka wo bhai nahin
Kyun lambay baal hain bhaalu ke
Kyun uss ki tind karai nahin
Kya wo bhi ganda bacha hai ??
Ya jungle main koi naai nahin
Nani k husband jab nana hain
Dadi k husband dada hain
To kyun baji k husband baja nahin
Ye baat samajh main ayee nahin ....
Aur ammi ne samjhai nahin
Main kaisay meethi baat karoon ??
Jab meethi cheez khaee nahin
Ye chanda kaisa mamoo hai ??
Jab ammi ka wo bhai nahin
Kyun lambay baal hain bhaalu ke
Kyun uss ki tind karai nahin
Kya wo bhi ganda bacha hai ??
Ya jungle main koi naai nahin
Nani k husband jab nana hain
Dadi k husband dada hain
To kyun baji k husband baja nahin
Ye baat samajh main ayee nahin ....
Similar topics
» DIL KI BAAT
» Ek baat kahon..
» Wah Wah Wahhhhh kiya baat hai ...............
» Jab Koi Baat - Atif Aslam
» Har khomoshi mein ek baat hoti hai,
» Ek baat kahon..
» Wah Wah Wahhhhh kiya baat hai ...............
» Jab Koi Baat - Atif Aslam
» Har khomoshi mein ek baat hoti hai,
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|