TanHa Hai Woh
Page 1 of 1
TanHa Hai Woh
Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta ,
dosto yaaro se jaise toota ho vasta,
sabhi hain saath par najane kis ki kami hai,
itni khushiyo me najane kaisi gami hai.
Kyo patjhar me sawan ka deedar karta hoon,
kyo har ghari sirf tera intezaar karta hoon,
tu kaun hai kaha hai, is sab se anjaan hoon,
kya teri tarah ,main bhi tera armaan hoon.
Tu na aa ,magar aane ka vada to kar,
meri andheri zindagi me thora ujala to kar,
teri aas main najane kab se nahi soya,
teri yaad me najane kitni raate roya,
ab apni khushi se mera gam aadha to kar,
tu na aa magar aane ka vada to kar............. !!!!!!!!!!

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|