Taa-Ajjub ha us shaks par
Page 1 of 1
Taa-Ajjub ha us shaks par
Taa-Ajjub ha us shaks par
1)Jo maut k yaqin honay k bawajood hasta hai
2)Jo dunya ko fana honay wali taslim karnay k bawajood is me mutmain hai.
3)Jo Taqdir par iman rakhnay k bawajood dunya ki naimatain na milnay par maghmoom hota hia
4)Jo janta hai k qyamat ko zarray zarray k hisab dena ha is k bawajood dunya ki daulat jama karnay me laga rehta hai
5)Jo jahannum ko sakht tarin azaab k muqaam taslim karnay k bawajood gunahun ko nahi chorta
6)Jo Allah ko pehchannain k bawajood ghairoon k tazkiray karta hia
7)Jo shaitan ko jaan-o-maal k dushman jantay howay bhe us ki pairvi karta hai..

knight_panther- Moderator
- Number of posts : 588
Age : 35
Location : Lost iN DarK Side
Registration date : 2008-05-07
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum