Mujhe patthar na maro...
Page 1 of 1
Mujhe patthar na maro...
Dil ki gahraae se kuchh ahsaas nikaal kar laya hun...
Mere yaaron Mujhe patthar na maro;
Ki mujhame bhi tumhara khuda basaa hai!
Agar gairat bachi hai to jara khud ko dekho;
Khud tumhare andar kitana insaan bacha hai?
Agar himmat bachi hai jara bhi tumame;
Talaasho koe aisa jo ek dam sachcha hai!
Mit jaayenge ham khud hi bas ek baar kah do;
Mujhe chaahane wala na ab koe bacha hai!
Jiyenge kya ham yahaan ab jara tum socho;
Jahaan apano k haanthon me ek patthar sajaa hai!
Thaharo, na karo nadani, sambhal jao k wakt hai;
Dekho tere darwaaje par insaan likha hai!

knight_panther- Moderator
- Number of posts : 588
Age : 34
Location : Lost iN DarK Side
Registration date : 2008-05-07
Similar topics
» Banaa diyaa hai zamaanay nay dil ko patthar kaa,

» Kabhi woh mujhe yaad hi kar liya karein.....:(:(:(:(:(:(
» Mujhe talash hai uski jo merey jaisa ho...^^
» Moor ker na dekh mujhe, yoon hanstay hanstay,

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|